Search Engine Kya Hai और Kaise Kaam Karta hai
Hello Dosto, Hm sb pichle
Post me Janata ki Robots.txt Kya Hai . Aaj
sb janege ki Search Engine Kya Hai? Search Engine Kaise Kaam Karta hai? Search
Engine Ka Faayda Kya Hai? aur bahut kuch bhi… Abhi har koi Internet ke bareme jante hai aur Internet ka use karte hai. Internet hamare daily life ki har chij ko aasan bana diya hai. Internet ke bina ham kuch bhi nahi kar sakte hai.
Hamare dosto ke beech ya
kahi par koi sawal suna to hm Internet ke madat le kar Google par us sawal ko
jawab dhonte hai aur hm kuch second me apna sawal mil jata hai. Hm jo bhi sawal
Internet se karte hai to Search Engine
ki madat se hamare pass uska Result aata hai. Lekin tb hamare mn sawal
aata hai ki aakhir koi bhi sawal ka jawab Search Engine kuch minute me
kaise deta hai, Search Engine Kya Hai? Search Engine Kaise Kaam
Karta hai? Search Engine Ka Faayda Kya Hai?
To Dosto chokiye mat kyu ki ham aaj is sabhi
sawal ka jawab dene ja raha hu….
Search Engine Kya Hai? What is Search Engine?
Ise ham ek Example se samajhte hai, aap koi
Book padh rahe hai, usme aapko koi ek topic ke bareme padhna hai aur use dund
ke aap padhte hai, to Book ek tara ka data Collection huwa jiski Computer
ki bhasa me Software bolte hai. Waise Search Engine ek Book hai
yani Software hai jo Internet par uplabdh data ke aseemit bhandar hai. Jo bhi
use koi topic par Google Search me search karta hai to use wo data pradan karta
hai.
Ham Internet par koi bhi sawal karte hai use Keyword/Phrase
kahte hai. Keyword ya apne sawal ko Search Engine me rakhte ho tab Online jitney
bhi Webpages Available hai unki jankari hamare pass lata hai.
/span>
Search Engine 3 Steps Me kaam karte hai.
1. Crawling
2. Indexing
3. Retrival
Ham iske bareme ache se jante hai.
1. Crawling:
Ye Search Engine ka sabse pahla kaam hai,
Crawling ka matlab Search karna. Ham jb bhi koi Keyword Search Engine me search
karte hai to ye search kar ke deta hai. Mano aapne apna Kudka Website banaya
hai us par aapne bahut sara post likha hai, jab koi aapke post se related
search karega to aapka post show hoga.
To is
liye jb apna Website banaye to Google me Submit jarur kare.
2. Indexing:
Indexing
ek process hai jaha crawl ke samay jo bhi data milta hai usi Darabase date ko
submit karta hai. Aapke pass koi bhi website hai to use Google me index jarur
karaye. Index karane se aapka website bahut traffic aayega.
3. Retrival:
Retrival user ke liye bhut
faayda karta hai Q ki koi bhi user jb Google pe koi search karta hai to usse
related sabhi jankari user ke saamne la ke rakh deta hai. Iske sath-sath Retrival aapki website ke liye
bhi bhut faayde ka chij hai, koi post likhe to usse SEO Friendly jarur likhe.
Google par search karne baad usse related jo bhi result show hota hai usse Retrival
kahte hai.
Last Word:
Search engine hm sabhi ko liye madatgar hai, hmko kisi chij ki jankari chahiye aur jab hm search engine pe search karte hai to hamari result aasani se la se rakh deta hai hamare samne. Abhi india me Google search engine bhut use hone wala search engine hai, kuch matra me Bing bhi use hotta hai.
To dosto, Aapka ye post
acha laga hai to apne dosto ke sath share jarur kare. Isse related koi bhi
sawal hai to Comment kar ke jarur bataye aur hame Support karne ke liye
Facebook, Google+, Twitter par Follow kariye. धन्यवाद!!!!!!




0 Comments